yaad aate hain woh din jab...


yaad aate hain woh din jab kalam nahi tha haath mein
pencil se likha karte the
bachpann tha aisa woh jab galatiyaan bhi hum
rubber se mitaaya karte the

ab to
kalam se likha gaya mitaate mit-ta nahi
aansuon se bhale hi dhundhle ho jaaye akshar...
unke nishaan magar dil se mit-te nahi.





Return to Main Page